1. Nabawi Dua (Drd ki jagah par haath rakh kar padhne ki dua) Aap (S.A.W) ne farmaya: "Apna haath jism ke us hisse par rakho jahan drd hai aur teen baar 'Bismillah' kaho, aur saat baar ye dua padho:"Tarjuma: "Main Allah ki aur uski qudrat ki panah mangta hun us cheez ke shar se jo main pa raha hun aur jis se main dar raha hun." (Sahih Muslim)
9:11 PM · Sep 22, 2026
9 Views